Monday, November 08, 2004

Hue hain paanv hi pehle nabard-e-ishq main jakhmi !!
Na bhaaga jaaye hai mujhse, na thehera jaaye hain mujhse !!

Have I run away ? Not sure ...

Reading ghalib.. and finding each sher good.. Some good ones for you to read !

Kaasid ke aate-aate khat ek aur likh rakhoon !!
main jaanta hoon ki likhenge jawaab main !!

I might have written 'ki kya likhenge jawaab main' but here it looks like its not even required, some extreme, or as Murali would put it.. epitome of desperation :-)

Hai tevar chadi hui andar naqaab ke !!
hain ik shikan padi hui tarf-e-naqaab ke !!

Another one !!

Ghalib, vazifa-khavar ho, do shah ko dua !!
woh din gaye kehte the, naukar nahin hoon main !!

I will say..

Jeet, bekaam-nakaar ho, jyada ghalib na padho !!
woh din gaye kehte the, naukar nahin hoon main !!

Post a Comment (1)

1 Comments:

Blogger Vivek Kumar said...

Old Jungle Saying - When a guy starts paraphrasing Ghalib, he comes of age.

Congratulations! ;-)

--
vivek

8:01 AM  

Post a Comment

<< Home